Janisht Joshi Yeh Duniya Jala Do song guitar Easy Chords with capo / Chords With Lyrics
Version: Easy | Capo: 1st fret | Key/Scale: G | BPM: 130
By Janisht Joshi
……Jao, mujhko na aise tum satao
Khaalipan ki kimat ki yaad na dilao
Yeh din yeh raat,, Yeh raat yeh din
Inmein farak nahi
Main chaahu kya ya chaahu na
Mujhe khabar nahi
In khaali khaali raahon par
Tumhe dhoondoo main iss qadar
Dil mera keh utha
“Na jaane kya hai maajra?”
Mera imaan kharid lo
Sambhaalo iss mareez ko
Meri tanhaee se, mujhe riha karo
……Aao, mujhko na aise tum Satao
Deewaanepan ki farzi kahaaniya sunao
Aakelepan mein kya hai khaas
Bas cheddhe zindagi
Bhula diya guroor mera
Ab marne ki kami
In khaali khaali raahon par
Tumhe dhoondoo main iss qadar
Dil mera keh utha
“Kaisi hai yeh dastaan?”
Mera imaan kharid lo
Sambhaalo iss mareez ko
Meri tanhaee se mujhe riha karo
(Music)
Aakelepan mein kya hai khaas
Bas cheddhe zindagi
Bhula diya guroor mera
Ab marne ki kami
In khaali khaali raahon par
Tumhe dhoondoo main iss qadar
Dil mera keh utha
“Kaisi hai yeh dastaan?”
Mera imaan kharid lo
Sambhaalo iss mareez ko
Meri tanhaee se mujhe riha karo
(Music)
Seh lo yeh raat jismein noor nahi hai
Baatein jinka koi wajood nahi hai
Seh lo yeh raat jismein noor nahi hai
Baatein jinka koi wajood nahi hai
Seh lo yeh raat jismein noor nahi hai
Baatein jinka koi wajood nahi hai
Seh lo yeh raat jismein noor nahi hai
Baatein jinka koi wajood nahi hai