[Studio version]
[Capo 4th Fret]
[Verse 1]
Hairan hoon ki kuch bhi naa maangoon kabhi main
Jo tum mere ho
Aisa ho kyun ki lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mere ho
Am Em F G
Jo tum mere ho
Toh main kuch nahi maangoon duniya se
Aur tum ho hi nahi
Toh main jeena nahi chahoon duniya mei
[Verse 2]
Aur nazron mein mere
Ek jahan hai, jahan tu aur main ab saath hain
Aur wahan koi nahi
Tu aur main hi, haaye
[Verse 3]
Aur aaoge, aise aaoge
Teri-meri kya yeh raahein yun judi hain?
Aur raahon mei hi jo tum aaye kabhi
Hum toh pyaar se hi mar jaayenge
Aur aaoge, aise aaoge
Teri-meri kya yeh raahein yun judi hain?
Aur raahon mei hi jo tum aaye nahi
Hum toh phir bhi tumhe hi chahenge
Jo tum mere ho
Toh main kuch nahi maangoon duniya se
Am Em F G
Puchhe yeh tu ki tujh mein main kya dekhta hoon
Jab chaaron taraf aaj kitne hi saare nazaarein hain?
Jaane naa tu khud ko yun, naa… jaane kyun?
Nazron se mere yahan dekho naa khud ko zara
[Verse 4]
Dekho naa, dekho naa
Zulfon se, kaise zulfon se
Teri chhupti pyaari-pyaari si muskaan hai
Aur nazrein jhuki aur nazrein uthi
Toh main kya hi karoon? Barbaad main
Tere honthon ko, tere honthon ko
Jinse rakhti mere pyaare-pyaare naam hain
Aur dil ka tere, aur dil ka tere
Ab main kya hi kahoo, kya baat hai!
Aur haan, dekho yahaan
Kaise aayi do dilon ki ye baarat hai
Par kya khula aasmaan
Ya phir laai yahan zoron se barsaat hai?
Chahe ho chhaye bhi baadal toh
Chahein phir bhi tumhe, kya pata tumko?
Maangoon naa kuch aur jo
Tum mere ho…………..